LYRIC


 Haseen hai duniya, haseen hai jawaani
 Rangin hai ehsaas, rangin hai kahaani
 Haseen hai jinda, haseen hai hai saanse
 Rangin hai jazbaat, rangin hai aanhein
 
 Rango bhara hai dilbar, rango bhari hai baatein
 Rango bhari hai nazar, rango bhari hai yaadein
 Ho ho ho rango bhari hai yaadein
 Haseen hai subah, hasi os ki bunde
 Rangin hai duwa, rangin hai aayate
 Haseen hai inkaar, haseen hai intzaar
 Rangin hai imtehaan, rangin hai aitbaar
 Aao na aao na inn raahon ko rang do na
 Aao na aao na inn baahon mein bhar lo na
 
 (Rango bhara hai dilbar, rango bhari hai baatein
 Rango bhari hai nazar, rango bhari hai yaadein) - (2)
 Ho ho ho rango bhari hai yaadein.........

Added by

Shraddha Punetha

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *